Zara Zara Behekta hai is a new song which is sung by omkar and rap lyrics is penned by Adita Bharawaj
Song Credits:-
Singer | Omkar
Rap/Lyrics- | Aditya Bhardwaj
Original Song Credits:-
Movie | Rehna hai tere dil mein
Singer | Bombay Jayshree
Label | Saregama India Limited
Zara Zara Behekta Hai Lyrics
Tadpaaye Mujhe Teri Sabhi Baatein
Ek Baar tu H Deewani
Jhuta Hi Sahi Pyaar Toh Kar
Main Bhula Nahi Haseen Mulakaate
Bechain Krke Mujhko
Mujhse se yu Na Pher Nazar
Sardi Ki Raato Main Ham Soye Rahe H chadar Main
Ham Dono Tanha ho Na Koi Bhi Rahe Is Ghar Mein
Zara Zara Mehekta Hai, Behekta Hai
Aaj Toh Mera Tan Badan
M Piyasa Hu, Mujhe Bhar Le Apni Baaho mein
Zara Zara Mehekta Hai, Behekta Hai
Aaj Toh Mera Tan Badan
M Piyasa Hu, Mujhe Bhar Le Apni Baaho mein
Yuhi Barsh Barsh Kaali Ghata Barshe
Ham yaar Bheeg Jayee
Is Chahat Ki Baarish Mein
Teri Khuli Khuli Laato Ko suljhaauu
Main Apni Ungliyoon Se
Main Tu Hu Is Khwaaish Mein
Sardi Ki Raato Main Ham Soye Rahe H chadar Main
Ham Dono Tanha ho Na Koi Bhi Rahe Is Ghar Mein
Zara Zara Mehekta Hai, Behekta Hai
Aaj Toh Mera Tan Badan
Mein Piyasa Hu, Mujhe Bhar Le Apni Baaho mein
Zara Zara Mehekta Hai, Behekta Hai
Aaj Toh Mera Tan Badan
Mein Piyasa Hu, Mujhe Bhar Le Apni Baaho mein
Baaho Mein bhar Le Mujhko
Thoda Kareeb Laa
Jab Karta Aankhe Band Main
Dikhti ek Apsara
Na Jaane Kyu Magar Main dil se Dil mila Baitha
Jab chhoda Tune Haath Laga Ki sab Kuch Gawaa Baitha
Saaf Saaf ye Saaf Tha Tera Har ek Gilla Maaf Tha
Tasvir dhundi Parchayii Mein teri
Nikla jo Bhi wo raakh Tha
Kyu Bechain, Pareshaan Hu
Sab kuch ye dekh Hairaan hu
Zara Dekh Palat ke Piche Tu
Main Teri jaan m chupi wo jaan hu
Kal tak jo tera hota tha
Aaj bhi wo tera Hai
Na Jaane Kitni Baaho Mein Hota tera Savera Hai
Kismat se Ladh Jau Ya Maanu Isko apni Galti
Zara Zara Mehekta Jism bhi toh Tera Hai
Zara Zara Mehekta Hai, Behekta Hai
Aaj Toh Mera Tan Badan
M Piyasa Hu, Mujhe Bhar Le Apni Baaho mein
Baaho Mein bhar Le
Zara Zara Mehekta Hai, Behekta Hai
Aaj Toh Mera Tan Badan
M Piyasa Hu, Mujhe Bhar Le Apni Baaho mein…
0 Comments